Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question the always seatet with non muslim is allowed in islam  
Answer bismehi taala, agar is qism ki mulaqat se non-muslim ke islam se qareeb aane ka chance ho to yeh ek mufeed cheez he. Rasulullah (s.a.w.w.) ne Ali (a.s.) se farmaya: agar Allah tumhare zariye se apne bando me se kisi ek bande ko hidayat de to yeh tumhare liye un tamam cheezo se behtar he jin par suraj mashriq se maghrib tak tulua karta he. (ref: Al-fiqho lil mughtrebin Aytullah Seestani (d.b.) masaala no.308) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.