Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sistani 
Question Salaam Alaiku Janab, Kabhi Kabhi jab mujko kabz(constipation)hota hai aur me zoor laga kar stool pass karta hu to pesaab ke saath kuch mani jaisa dikhane wala fluid pass ho jata hai. Mujko Please batae ki is halat me gusl wajib hai ya nahi.Iski wajah se mujko Namaz parne me and Imambargah jaane me bahut shak hota hai.  
Answer Wo ratoobat jo baaz awqat peshab k baad niklti hai agar peshab os sai mila hua na ho to wo pak hai aur os ko wida kaha jata hai. wo mani nhi hai aur ghusl bhi wajib nhi hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 70)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.