Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question agar mein khud ko koi kasam doun ke me ye kaam nahi krou n gi aur phr me wo kasam toor doun tu kya kafara huga? 
Answer Agar qasam tamam sharae sharton per mabni ho to is ki mukhalifat ki surat men insane gunahgar hgojata hai or kaffara wajib hoijata hai , or qasam ki mukhalifat ki surat men uska kaffra ye hai k ek ghulam azad kre ya 10faqeeron ko khan khilaye ya unhen pet bhar kr khana khilaye ya unhen libas ata kre, or agr ye kam anjam na de sake o zaruri hai kl musalsal 3 roze roze rakhe. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2633). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.