Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sestani 
Question Asalam o Alaikum. Mera sawaal hai kay kia aik balig ghair shadi shuda larka kisi ghair shadi shuda larki se mutah kar sakta hai? aur agar wo larki shadi shuda ho tw us k liye kia hukum hai? Kindly Reply. Thanks 
Answer Wo Kunwari larki jo khud mukhtaar nah ho os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat zaruri hai. Or agar lerki khud mukhtaar ho tu os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat ehtiyaat e lazim ki bina per zaruri hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2328-2335). 2)Shadi shuda aurat se nikah karna haram hai, chahe nikah daimi ho ya mutah ho.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2366). Update on dated 21-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.