Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Aslam o Alcom Mera sawal yeh hai k ISLAM mein Qurbani kin kin janwar ki jaaiz hai 
Answer Qurbani k janwar main mutabir hay k wo 3 qism k maweshi main se ho yani 1-ount(camel) , 2-gaay or 3-bhairh, bakri , dumba ho, or ehwat{lazim} ki bina par jis ount k 5 saal mukammal nahi hoay hoon or jis gaay or bakri k 2 saal mukammal nahi hoay hoon or jis bherh, dumbay k 7 mahinay mukammal nahi hoay hoon, kaafi nahi hay. (Ref : http://www.sistani.org/index.php?p=297396&id=271) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.