Answer |
1)Pregnancy k kuch makhsoos aamal hain jo kitab misali maa mai moujood hain ya deegar kitaboo mai ye aamal moujood hain.
2)narina(larkay) aulad k lie mian aur biwi aik din roza rakhain aur iftar k waqt ghusl karain aik bar surah e muzzammil pani par parh kar pi lain inshallah beta ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 287) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|