Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Seestani 
Question Agah Sahab mera aik sawal hai, mai confuse un aik Maslay mai jo k Ashaab-e-Kaif k baray mai hai.. Main ye jana chahta hun k Ashab e Kaif Zinda hai ya Mar chukay hain? aur kia wo Imam k Zahoor k baad wapis ayege? Please mjhe is baray mai jawab dijye. W.salam 
Answer Ashab e kahaf ki dastan har dor mai mashoor rahi hai aur rasool (s.a.w.w.) k zamanay mai is ajeeb o gareeb qism ki batoo ka izafa ho gya tha is lie khuda nai haq o sadaqat k sath is waqea ka tazkira kar dia ta k galat fehmi ka izala ho jae. Is waqea ka khulasa ye hai k chand afrad khuda ki makhsoos taufeeq aur apni fitrat e saleem ki bina par tauheed parast ho gae thay. Dakya noos badshah nai inhain is qadar sataya k haq ka nam lai kar uth kharay huway aur aakhir mai gar mai ja kar panah lai li. Rab e kareem nai inhain sula dia aur phir barsoo k baad uthaya. Jab wo bazar mai sikka lai kar gae to maloom hua k ye dor e qadeem k log hain. (Ref : Anwar e Quran pg # 621)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.