Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question MY DAUGHTER NAME IS ZEHRA A MAULANA ADVICE US ACCORDING TO ILM E NUJUM HER NAME IS NOT SUITABLE FOR HE SAID TO KEEP HER NAME HUDA PLEASE ADVICE TO KEEP THIS NAMEOR NOT  
Answer bismehi taala, mustahab he ke bache ka achha nam rakha jae chunke yeh bachhe ka bap par haq he, or riwayat me aya he k "sab se sachha nam wo he ke jis me Allah jall shanohu ki ubudiyyat shamil ho or namo me sab se achha ambiya salwatullahe alyhim ke nam he" or inhi ke sath aeema alyhemusslam k namo ko bhi mulhiq qiya jayega. or nabi salllaho alyhe w aalehi wasllam se marawi he k aap ne farmaya: jis k yaha char awlad ho or usne un me se ek ka nam bhi mere nam se nahi rakha to usne ne mujh par jafa ki" or makrooh he agar bachhe ka nam mohammad ho to us ki kuniyyat abul qasim rakhi jae or eesi tarh makrooh he ke aemma salwatullah alyhim ajmaeen ke dushmano ke nam se bachhe ka nam rakha jae. (ref: munhajus salehenn Part-1 Aytulla Seestani (d.b.) masala no.387 page no. 117) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.