Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question salam.i hope you are busy in karezainbi.i ask 2question. plz rply soon,1)i receved ZAKAT IN RS form .i want a permiton to use or spend in MADRASA,to give knowledge and spend in hostel life on tullab(students)2)its must KAFAR-E-ROZA used in food of begger(faqeer)??or we used in MADRASA???WE WANT USED IN MADRASA,S,NEEDS???plz. guide us .soon.we in trouble.w/salam.iltemasedua 
Answer w.s. bismehi taala, Aytullah Seestani ki tawzihul masail k masaala no.1889 me mazkoor maqamat par hi zakat ko kharch kiya ja sakata he, 2) karffare me qeemat ka ada karna kafi nahi he balke zaroori he k 60 sharee faqeero ko khana dain, ya khana gandum, anta, roti, khajoor ya eenhi jaysi gizao ki soorat me ho sakta he (ref: mujthid se puchhe gaye sawalat part : roza Aytullah Seestani) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.