Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Asalam Elekum Juma ki namaz na parhna, ghar per bhtey rehna, kia 3 juma na perhna tajdid e iman krana perhta hey. 
Answer w.s., jume ki namaz wajibe takhyiri he. is se murad yeh he ke jume ke din mukallaf ko ikhteyar he ke agar namaze juma ki sharayet mawjud ho to jume ki namaz padhe ya zohar ki namaz lehaza agar insan jume ki namaz padhe to wo zohar ki namaz ki kifayat karati he (yaani phir zohar ki namaz padhna zaroori nahi he) (tawzihul masail, Aqai Sistan d.b. masaala no. 720)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.