Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question kia aqiqa krana zruri he ager na kraen to us baby ko kia nuqsaan ho sukta . kia koi Hadeeth he? 
Answer 1-Aqiqa kerna wajib nahi musthab hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah #394, Eidition 1417 hij). 2- Riwayaat main hay k jab tak aqiqa nahi hota bacha afatoon main mubtila rehta hay.(Ref: Tauhfatul awaam, pg#277). Update on dated 13-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.