Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Mian aik larki say muta karna chahta ho. Wo balig hai aur sumjhdar bhi. Lakin kunwari hai. Us kay father ya koi bhi is baat k liye razi nahi. Aur ye khatra bhi hai k agar muta na howa to gunnah ho sakta hai. to is halat main father ki permission k bagair muta kia ja sakta hai? 
Answer Wo Kunwari larki jo khud mukhtaar nah ho os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat zaruri hai. Or agar lerki khud mukhtaar ho tu os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat ehtiyaat e lazim ki bina per zaruri hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2328-2335). Update on dated 25-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.