Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question qaza namaz beth kar barh sakte hain? aur agar age bhai kafi bari ho i.e; more than 60yrs 
Answer bismehi taala, jab tak insan khade ho kar namaz padh sakata ho zaroori he k na bethe masalan agar khada hone ki halat me kisi ka badan harakat karta ho ya woh kisi chiz par tek lagane par ya badan ko thoda sa tedha karne par majboor ho to zaroori he k jayse bhi ho sake khada ho kar namaz padhe lekin agar woh kisi tarh bhi khada na ho sakata ho to zaroori he k sidha beth jae aur beth kar namaz padhe (tawzihul masail Aytullah Seestani masaala no. 979) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.