Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question assalam o alaikum . main 13 saal ka hn or mn 5 saal ki umer sa 13 saal ki umer tak muth marta raha lakin mujhai pata nahi tha ka muth marna haram ha to mujhai muth marna ki adat ho gai abhi mujhai pata challa ha ka muth marna haram ha.mn app sa yeh poochna chahta hn ka mujhai muth marna ka gunah to nahi hota ra or mn apni poori kooshish kar ka is aadat ko chorna ki koosish kar raha hn agar maina is adat ko chor diya to maira porani adat walai gunnah maaf ho jain ga.plese jaldi jawab dain 
Answer 1)Istimna(kise tariqe se mani kharij) karna haram hai. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253) 2)Ghusl e janabat wajib namaz parhney k lie aur aisi dosri abadat k lie wajib hota he. Lakin namaz e miyat , sijda e sahv , sijda e sukhar aur quran majeed k wajib sajdoon k lie ghusl e janabat zurari nahi he. 3)Jo shak shadi na karnay ki waja se fal e haram me mubtila hota ho is per wajib hai k shadi kar le.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 344, 2407) 4)Sub se shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehed or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or this gunah ko anjaam day ker aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-fermani ker rahay hain.aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof ker lain jaisay sport, perha,e waghaira, or har os cheez se bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon to roza rakhain q k roza ghunahoo k muqabilay mai dhal ka kaam karta hai.(E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010).(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.