Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question assalamualikum sir,mera sawal ye hay k agar koi zulhajj ke pahlay dino may ball katey qurbani say phlay,to os klye kia hukm hay,ya qurbane say phly ball katne ka kia hukam hay .jazakmullah kher. 
Answer Hajj k wajibat mai sai 6th wajib halaq yani sar mundwana aur taqseer yani kuch baal katna hai, is amal ko eid k din sai pehlay anjam dena jaiz nahi hai siway os shakhs k jisay khof ho lihaza is k lie ahwat ye hai k qurbani k janwar k hosool k baad anjam dai ahwat e awla ye hai k zibah aur nehar k baad anjam dai albetta eid e qurban k din k waqt sai aagay takheer na ki jae agar rima sai pehlay ya qurbani ka janwar hasil karnay sai pehlay bhool kar ya masla na jannay ki wajah sai halaq ya taqseer anjam dai to kafi ho ga air dubara anjam dena zaroori nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Manasik e hajj, maslah # before 403)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.