Answer |
Hajj k wajibat mai sai 6th wajib halaq yani sar mundwana aur taqseer yani kuch baal katna hai, is amal ko eid k din sai pehlay anjam dena jaiz nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Manasik e hajj, maslah # before 403)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |