Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Assalam o alykum, Agha sistani kay mutabiq agar larki khud mukhtar ho tab bhi ayetiyat e wajib ki bina par uss kay baap ya dada say ijazat layna zaroori hay. meray sawal yeh hay kay doosray mujtahid is kay baray mein ki hukum daytay hein, and can u please give website address of other mujtahid. Thanks 
Answer Ayat ul Allah Waheed Khurasani ka nazriya ye hay k nikah k liay kunwari rashida lerki ko ehtiyaat ki bina per wali ki ijazat zarori hay, Balke Ayatullah Ishaq e Fayaz ka tu fatwa hay k kanwari lerki k liay os k wali ki ijazat zarori hay. , yani chahe larki khud mukhtar ho ay na ho, har surat men apne wali ki iajazat zarorat hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael, Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2341)(Ref:Ayat Ullah Waheed Khurasani (d.b), Tauzee hul masael, Edition# 1425,Mafhoom e Maslah # 2440)(Ref:Ayat Ullah Ishaq Fayaz(d.b), Tauzee hul masael, Edition# 1st,Mafhoom e Maslah # before 2519). Update on dated 25-05-2015.. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.