Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name aqa e sastani 
Question aoa..plz mujhe ye bata den k wazu karte waqt agar side me mang nikli ho to sir ka massah ho jata hy??  
Answer 1)Sar k 4 hisso mai sai peshani sai mila hua aik hissa wo maqam hai jahan masah karna chahea. 2)Ye zaroori nahi hai k sar ka masa jild par kiya jaay balke sar k agle hisso k baalo per karna bhi sahi hai laikin agar kise k sar k baal itne lambay hon k maslan agar kangha kare to baal chehray par aa jain, ya dosere hissay tak ja pouche to zaroore hai k wo balo ki jaro par masah kare. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 250 ) Note : Side ki mang par masah nahi ho ga.(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.