Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Peshaab karnay kay baad agar Maqam-e-Peshab say agar koi ratoobat kharij ho to us kay baray main kiya hukum hay ? 
Answer Agar yaqeen ho keh yeh ratoobat peshab hee hay to phir najis hogi. Shak kee sorat mein agar peshab key baad istabra kiya tha to wo ratoobat paak shumar hogi, laikin agar istabra nahi kiya tha to phir najis shumar hogi. Aurat key liye pehsab key baad istabra nahi hay lehaza agar koi ratoobat kharij ho aur shak ho keh paak hay ya nahi to wo paak mani jaye gee. Ref: Tawzeeh ul Masail Aqai Seestani (Topic of Istabra Page No.18) Khuda Hafiz 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.