Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Agr koi kisi ko Quran ki kasam dy kr kahay k wo ye kam na kray.Lakin wo us kam ko kr lay tu es baray mein kia hukam hai???? aur ab us ko kia krna chaia??? marlb us ny kasam tor di hai tu usay kia kaffara ada krna hoga???? PLz answer me as soon as possible. 
Answer Is qism ki Qasmon ki koi sharaee hesiyat nahi hai.or koi kaffar wgera bhi nahi ayega.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2634). Update on dated 31-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.