Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question main aur ek larki ek dosry se pyar karty hain mere ghar wale razi hain us larki k ghar rishta bhaija bohat koshish ki per wo nai manty hain unhen mujse nafrat hai us larki ko qaid kar k rakha hy education milna julna sare contect khatam karwadiye hain usk parents ne mager larki ab bi mera sat dati hai. sawal ye hay k agar hum bhag k shadi karen to kya uski ijazat hy? 2nd ye k nikah k lie kaisy witness ki zarurat paregi q k larki ki taraf se koi nai sb us ka sath chor chuky hain koi dost ya cousin nai jo sat de?  
Answer jo ladki sane bulug ko phonch chuki ho or rashida ho yaani apna bura bhala samaj sakti ho agar wo shadi karna chahe or kunwari ho to use chahiye k apne bap ya dada se ijazat le (ref: tawzihul masail Aytullah Seestani (d.b.) masala no. 2336 .Update on dated 18-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.