Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question qurbani k janwa k lye kaya sharty hoti ha  
Answer Baqra eid k din(hajj k ilawa dosere jaghao me) qurbani kerna mustahab e maukadah hay.or is qurbani main jaiz hay k insan khud apni taraf sai or apnay ghar walo(family members) ki taraf say 1 janwar ko qurban karay, isi terah qurbani main ka’e afrad(many persons) ki shirkat jaiz hai.(Ref : Sistani(d.b), Manasik e haj wa mulhaqaatiha 1431 hashiyah # 27, sawal # 4). Hajj me jo qurbani wajib hoti hai is me ye sharait hain : wajib hai k qurbani me camel ho ya cow, bhair ho ya baqri(goat). Camel os waqt tak kafi na ho ga jab tak 5 sal puray kar k 6 sal me dakil na ho chuka ho, cow aur baqri bina bar ahwat jab tak 2 sal mukammal kar k teesray sal dhakil na ho aur goosfan jab tak 7 month ko mukamal kar k 8 month me dakil na ho. Qurbani mai ye bhi zaroore hai k is k aza salim ho pas kana,lanra,kaan kata aur sink tota waghaira kafi nahe hai aur khase bhi na ho makar ya k kohe dosera na milraha ho .ye bhi zaroore hai k louqo k ahtebaar se kamzoor na ho .(ref.manasiq hajj ,aqa sistani ,masla 384) Mustahab qurbani me wo sharait hona zaroori naha jo wajib qurbani me bayan ki gae hain siwaye umer(age) wali shart k yani ehtiyat e wajib ki bina per ount(camel) ki umer me zaroori hai k wo 5 sal pure kar k 6 sal me dakil ho chuka ho , ghay(cow) ho ya baqre(goat)me ehtiyat e wajib ki bina par 2 sal mukammal kar chuke ho aur 3 sal me dakil ho chuke ho aur goosfan me 7 month(mahene) mukamal kar k 8 month me dakil ho chuka ho .(Ref : Sistani.org Arabi topic azha) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.