Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question kya aik nomuslim(convertedfrom ehl-e-kitab--christainity) se shady kerna jaiz hai? jabkey uskey pass abhee koi tehreery sanad nahy haijo yah show kerey k wo muslim hai magr shawahid hain.. aur wo pichley 6 saal se islam (fikah-e-jafriya)ko follow ker raha hai..uskey dost wageraa bhee mostly shia hain magr uskey gher walay christian hain magr wo yah baat jaantay hain k yeh converted hai...jabkey uska kehna hai k wo cerificate show ker dega to usky family usko bicot ker k gher se nakaal degy magr wo iss baats e bhy khofzada nahee hai..aur mai yah chahaty hun k usko aik achy aur islmic zindagy dun...magr mujay dar hai k mery family walay nahy manangay...aisy surat mai mujay kya kerna chiaye?plz mujay mail ker k fikahyy knoledge ki roshny mai reply keren.. i will b surely thankful... 
Answer Aap key liye un sey shadi karna jayez hay laikin agar aap bakira (kunwari) hein to ahtiyat-e-wajib kee bina par apney waalid (father) ya dada (grand father) sey ijazat laina zaroori hay. Ref: Tawzeeh ul Masail Aqai Sistani Probe No. 2385 .Update on dated 19-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.