Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Meri Behan ko khola Chahiya Us k Lia Kia Karna ho ga? 2nd is larka khola to day nay ko tayar hai mager vo sath main bacha hi mang raha hai jab hum us say talaq ka kehtay hain to vo mana kar deta hai kindly ya bhi sath main batain k sharah main bacha maan k pass kitni modat tak reh sakhta hai ? bachay ka baap USA main rehta hai is surath main vo bacha lay kar appni behan ko dena chahta hai kia kia jay abe ?  
Answer Talaq shohar ki marzi per moqoof hai, or olad jab tk 2 saal k na hojaen unka bap unko unki maa se juda nahi ker sakta is liye k bachon ki negehdasht man or bap dono k zimme hai or ahwat or aola(behtr) ye hai k bachon ko 7 sal tak unki man se juda nahi kiya jaye. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2422-2462). Update on dated 07-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.