Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question aslam o alkam main nay phelay bee ya sawal pocha ha kay mara bhabi nay kha ha kay maray abu us ke izat par hat dala ha or abu khatay hain kay us nay raat ko kise larkay ko bolia tha main nay pakta tu is or us nay lartkay ko baggha dia is liay ya bat wo kha rahi ha ab main kasay jano kay kon sacha hai mari babi ak saal ho gia ha bawa ho choke ha us kay char bachay hain barti larki dasween class main parti hai main is ka kasay hal talsah karo.mian shiya farqay say taloq rakhta huin.main kia karon mujay khuch samj nahi a rahi is main kasay jano kon ghalat ha.babi say phelay be kha ha tha kay tum shadi kar lo lakin wo khati ha kay mere bachi jawan ho gaye ha.main asa soch be nahi sakhte kindly maray sawal ka jawab jaldi say jaldi dain.ur ya zaroor batain kay kon ghalat ha ya main kasay jano kay kon ghalat ha.jo be ghalat howa main us ko nahi jatlaon ga.thank for taken quik decision on my question 
Answer w.s. aap apne elaqe k masaile fiqh se waqif kisi bade aalim k samne apne mamle ko pesh karain. 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.