Question |
salam 0 alaikum
mery qs. id 190 hai aur aap ke jawab ke mutabik dada(grand father) ya abbu(father)se ijazat lena ahtiyaat e wajib hai...
mera sawal hai k agar in dono mai say koi zinda na hon to kya kerna chaheye?....mai apnay taya ke saath rehty hun.ssince 8 years.aisy soorat mai mujay kya kerna chiaye kya unki ijazat zarury hai?... |