Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question agar larki divorcee ho,uska aik beta hai par rehti hai apne maa baap ke ghar par..usske maa baap usska n usske bete ka kharcha chala rahe hai..toh kya woh bigair ijazat mutaa kar sakti hai? 
Answer Jee haan is aurat ko Muta kerne k liay kisi se ijazat lena zaruri nahi hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2341-42). Update on dated 25-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.