Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question SLAM MERA SAWAL HAY K SORAH AL HAMD MIEN HAY K [HUM TERI HI IBADAT KARTAY HIEN OR TUJH SE HI MADAD CHAHTAY HIEN] TO KYA HUM YA ALI MADAD KEH SAKTAY HIEN? 
Answer w.s. is ka tafsili jawab aytullah khui (rizwanullah alahe) ne al-bayan fi tafsiril quran (pub. by jamia talimate islami, karachi) me isi ayat ki tafsil me tafsil se diya hain, mukhtasaran yeh ke ya Ali (a.s.) madad ham is liye kahate hain ke khud khuda ne hi in ki itaat farz ki hain, goya in se madad manghna khuda se madad mangna hain or in ki itaat khuda ki itaat hain 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.