Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ali hussaini sistani 
Question kia qurbani eid namaz se pehlay karni chahiay ya baad main  
Answer Qurbani ka waqt talou e aftab k baad shru ho jata hai aur talou e aftab k baad qurbani ka afzal waqt eid k pehlay din namaz e eid parhnay ki miqdar ghuzr janay k baad hai.(yani behtr ye hai namaz eid k baad qurbani ki jae) (Ref : ayatollah sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=831716&id=6&pid=3555 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.