Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Agha Seestany 
Question janab M n ak kwari larky s mutah kia tha magar us n apne baron se ijazat ni li thi. Albata us Bap or Dada Wafat krgae hain. or Muta ke mudat pury hochuki he Ki hamara muta shi tha  
Answer Jab aap ne nikah e Muta kiya tha agar us waqt larki k walid ya dada zinda nahi the to aap ka nikah e muta sahi hoga is liay k larki ka apne wali (bap or dada k alawa kisi or se nikah ki ijazat lena zaruri nahi hai). (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2341-42). Update on dated 21-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.