Answer |
janabat ki halat main un ayat main se kisi ayat ka padhna jin ke padhnese sajada wajib hata hain haram hain. wo ayatain (1) sure sjda ayat 15 (2) sure fusselat ayat 37 (3) sure wannajam ayat 62 (4) sure alaq ayat 19 hain. (masala no.355 tawzihul masail aqai sistani (d.b.) urdu) |