Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Assalam O Alaikum.... 1. Agar Mayat kisi suni ya wahabi ya deo-band ki hai aur namaz-e janaza k lieyeimamat un ka yaani suni ya wahabi karwa raha hai to kia us k peechy namaz perhna jaiz hay. es halat main keh aap ko namaz-e janaza nahin aati 2. Agar Namaz-e Janaza yaad hai to kia us imam k paichy niyat kr k parhni chahyey ya khud se apni (SHIA) kia namaz-e janaza parhni chahyey???? 
Answer w.s. Shia aur ghair shia kay hawalay say chothi takbeer kay baad dua main kuch farq hay.is tarah kay shia(momin) kay liye alag dua hay.mustazafeen yani wo log jinhoon nay Haqq ko qabool nahi kiya laikin agar un kay samnay haqq aashkaar hojaey to wo isko qabool kar laingay,un logoon kay liye alag dua hay aur jin logon ka haal maloom na ho un kay liye alag dua hay(Urwatul Wusqa Pg.328) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.