Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question salam,mutah kei baad iddat hooti hai,toh kya yeh iddat boy n girl dono ko rakhni chahiye ya sirf girl ko? plz reply jald...kyuki boy nei muta ka iddat nahi rakhi thi..plz bohot urgent hai yeh..jald se jald jawab dei. 
Answer Jee han mutta ki iddat hoti , albatta iddat ka hukm islam men faqat orat k liay hai. .(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2479). Update on dated 29-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.