Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question B.c per khums key barey mai kia ahkam hai.for example agar kisi ney b.c per month 2000 rakhi hai aur woh b.c 3 saal per khatam hoti hai lekin us shaks ko b.c 8 month mai mil jati hai 72000 tu kia us ko 16000 per khums wajib hai ya 72000 par  
Answer b.t. agar 8 kiste bharne ke bad hi aapki khums ki tarikh aa gai hain or apke pass in 72000 me se 56000 se zayed koi raqam bachi hui hain to 56000 se zaid bachi hui raqam par khums wajib hoga, 56000 par abhi khums wajib nahi hain.(ref:tawzihul masail, Aytullah Sistani (d.b.) masaala no.1761) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.