Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name talaq 
Question mere husband apne ghar walo ke kahne par hamse ab alag ho rahe hain mera sath nahi dena chahte hain 2saal se zyada ho gaya hai ham ek sath nahi hue hain. kya phone par talaq diya ja sakta hai aur uska kya tariqa hai uska seegha kya hai kya aisa mumkin hai ki sirf phone pe talq ho jaye? 
Answer Talaq sahi nhi ho gi q k agar mard ko apni biwi ko talaq denay par majboor kia jae to talaq batil ho gi. Jaisay k aap k sohar ko os k ghar walay talaq denay ka keh rahay hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2462)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). Note : Jahan tk phone par talaq danay ki baat hai to talaq denay mai talaq k sighay ko sahi arabi zaban mai 2 aadil gawahoo ki moujoodgi mai kehna chaheay.aur talaq k sighay aurat ko sunana zaroori nhi hai. Aur is k alawa aur bhi shrait moujood honi jo tauzeeh ul masail kai darj hain.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.