Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question I have last paid Khums on 28-June-2008 and next due date is 28-June-2009. 1- I have a bank account where my cash saving is hold. 2- I have Shares of some companies. 3- I am also investing some money in DHA Plot since Nov-2008. Please answer me on what amount of the following items i have to khums: 1- Account Balance 2- Shares 3- Investment  
Answer b.t.Jab Insaan Tijarat,Sanaat Hirfat ya dosray Kaam Kaaj say Rupea kamaey aur wo kamai khud uskay aur uskay Ahl-o-Ayaal kay Saal bhar kay Akhrajaat say ziada ho to zaroori hay kay zaid kamai ka khums yani panchwaan Hissa Mujtahid-e-Alam ya uskay wakeel ko day.Jo sarmaya karobar main istemaal kiya gaya hay agar us par pehlay say khums nikala ja chuka hay to us par koi khums nahi hay,warna us par khums nikalna hoga.Ref: Tauzeehul Masail A.Sistani Pg.262,Masala No.1722...Minhaajus Saliheen Pg.397,Masala No.1222.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.