Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question SALAM! me jab mustahib roza rakhta ho to meri mother mera roza kholwa dete hai,jaise wo kehti hai ke me dawat de rahi ho, tu kia me roza khol sakta ho?or yeh bhi bataye ke dawat me khana hona zarori hai ke sirf pani ya sharbat chale ga? (plz refrence de de to kia hi bat ho gi) KHUDA HAFIZ  
Answer Jo shaks mustahab roza rakhe os k liay wajib nahi hay k osay ikhtetaam tak pohanchaey balkeh agar os ka momin bhai osay khane ki dawat day tu mustahab hay k o ski dawat ko qobool ker lay. Or din main hi roza khol lay chahay zuhur k baad hi q nah ho. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #) yeh istihbab us surat men he ke jab dawat qubool karna momin ke suroor ka bais bane or dawat rad karna na rahati ka bais bane. (Ref:Istifta Agha sistani D.B) Update on dated 13-23-2021. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.