Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question agar koi mustahib roza kholwai to fazilat kiss me ziyada hai 1...me roza kho lo ya 2...ose mana ker do? or agar khol do to,tu kia agar koi roz roz kholwa de to kia hukum hai? or agar roza khol de tu kia os ka sawab kitna ho ga,os roze se ziyada jo me pora karo ya os kam ya otna hi?  
Answer Jo shaks mustahab roza rakhe os k liay wajib nahi hay k osay ikhtetaam tak pohanchaey balkeh agar os ka momin bhai osay khane ki dawat day tu mustahab hay k o ski dawat ko qobool ker lay. Or din main hi roza khol lay chahay zuhur k baad hi q nah ho. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #) yeh istihbab us surat men he ke jab dawat qubool karna momin ke suroor ka bais bane or dawat rad karna na rahati ka bais bane. (Ref:Istifta Agha sistani D.B) Update on dated 13-23-2021. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.