Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question 1 admi ne mujeh paise diye koi kam kerne ke kiye,farz kare ke wo kam 10 rupees me ho jata hai lekin me os admi ko batao ke ap ka kam 15 rupees me ho ga,(take me apna profit rakh lo os ko batay begair)to kia aise paise lena jaiz hai? orye bhi batay ke agar aisy sorut ho ke "mujeh pata hai ke agar me os se aise hi apni mahnat ke paise mango to wo nahi de ga or koi bahana bana le ga "to is sorat me kia hukum hai? 
Answer Jee nahi malik ko baghair batae is tarah ka amal jaiz nahi hay Q k aap us admi ki taraf se wakeel hen or wakeel per wajib hay k jo kuch us k hath me ho wo malik k supurd kare. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 2, Mafhoom e Maslah # 1302, Eidition 1417 hij). Update on dated 13-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.