Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khamnaie 
Question salamun alaikum,agar kupray or gold ki jewellary un paison say khareeday gaye hon jin paison pay khums nikal chukaa hai,laikin woh kupray or gold ki jewellary aik sal say zada arsay say istemaal na kiye hon to kya un pay khums dobara nikalna hoga ya aisay hi use kar saktay hain,plz is main mery rahnumaye farmayye,JAZAK ALLAH. 
Answer w.s. is ka khums nikalna wajib nahi he. (ref: istiftaat aur jawabat part 1 Aytullah Khamenai (d.b.) page 280) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.