Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question peshaab k katray aanay ki bemari walay log kaisay taharat hasil karain?katray peshaab kernay k baad aatay hain kuch dair tek k liay? 
Answer bismehi taala, agar koi shakhs ayse marz me mubtela ho k use peshab k qatre girte rahete ho ya pakhana rokne par qadir n ho to agar use yaqeen ho k namaz k awal waqt se le kar akhere waqat tak use itna waqfa mil jayega k wuzu kar k namaz padh sake to zaroori he k us waqfe k dowran namaz padh le aur agar use sirf itni mohalat mile jo namaz k wajibat ada karne k liye kafi ho to us dawran sirf namaz k wajibat baja lana aur musthab afaal masalan azan, eqamat aur qunut ko tark kar dena zaroori he. (tawzihul masail Aytullah Seestani (d.b.) masala no.313) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.