Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question salam ale kum, aik shia ladka aur aik shia ladki shadi karni hai jaha ladki kei maa baap tayar (raazi) hai magar ladkei(boy) kei maa baap raazi nahi hai. dono balig hai. ladkei(boy) ki maa kehti hai kei agar iss ladke(boy) nei iss ladki(girl) sei shadi ki toh ladkei(boy) ki maa ussei apna dudh nahi bakshengi.toh in halat mei kya woh shadi kar saktei hai.woh dono balig hai.  
Answer Is soorat mein larka larki sey shadi kar sakta hay. Ref: Tawzeeh ul Masail Aqai Sistani Probe No. 2385 .Update on dated 19-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.