Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Assalamulalikum, Jume ki namaz imam ne wajib ke hai magar is dor me wajbe tekhyeeri kis ka hukm he kewnke imam ne to iski wajib qarar kia he agar imam ke farameen ko koi badal de to wo gunnah kar raha he. Men sirf ye pochna chahta hon ke wajbe takheeri kis ka hukm he. shukria  
Answer w.s. shariyat ne kis masle me kiya hukam lagaya he yeh Quran aur farameene Masoomeeen alhemus salam k sab se bade janne wale mujatheede aalam hi bata sakata he, ham faqat ek ya do hadees ko padh kar yeh jane bagair k is ke alawa digar ahadees kaya kaheti hain, in hadees k rawi kon he, riwayat k alfaz kya hain, yeh sab kuchh jane bagair yeh nahi keh sakte k Imam alhis salam ka kaya hukam hain, gaybat k jamane me hamari zimmedari mujthide aalam k fatwe par amal karna he, chunke mujthide aalam Imam alhis salam ki tarf se ham par hujjat he. 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.