Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khumeni 
Question Q1 aurat khula leti hai court se wo dosri shadi kar sakti he? Q2 wo aurat muslim nahi he please answer me Q3 muslim hone k bad shadi kar sakti he? 
Answer Jab tak wo orat islam qabool nahi krti tab islami ahkamat us k liye be-faaida hen, or ksis musalman ka non-muslim orat se shadi krna bhi jaiz nahi hai, albatta agr wo islam qabool kre to phir islami ahkamat us k liye sabit honge or phir ksis musalman mard se shadi kr sakti hai. (Ref:Ayat Ullah khumeni(d.b), Tauzee hul masael # 2391,Mafhoom e Maslah #). Update on dated 07-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.