Answer |
bismehi taala, zaroori he k insan namaz qurbat ki niyyat se yaani khuda wande aalam ki bargah me pasti aur khuzu k izhar ke liye padhe aur yeh zaroori nahi k niyyat ko dil se guzar ya maslan zaban se kahe k char rakaat namaze zohar padhta hoo qurbatan elalllah. (ref: tawzihul masail Aytullah Seestani (d.b.) masaala no.930) |