Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question mery sawal Wakaleet k hawaly say hain. 1) Ager koi larki nekah k waqth ya sharth lagay k main apna haq e mehar maf karti hun ba ewaz k mera honay wala shohar 2nd shadi nahi kar sakhta aur larki ka wakeel naka parha day aur haq e meehar bhi larkay ko baqsh day mager 2nd shadi ka tazkira hi na karay to kia ya shadi sahi hai ? 2) ager ake larki Qulah le is sharth per k main apna haq e mehar maff karti hun bachay k ewaz main aur us ki qulah harha di jay haq e mehar bhi maf karwa dia jay mager bahay ka kahin zikar hi na kia jay to kia ya qulah mani jay gi ? Guzarish hai k ya dono sawal nikah ya qulah k hawalay say nahi hain asal maslah hai wakeel e sharah ka adal k bajay zulm karna yani jis kam k lia wakalat di gai the us k bajay apni marzi say wakalaat karna kia is surath e hal per asa nekah ya qula mansooq nahi ho jay gi ? baray meharbani tafsil say jawab dain. 
Answer bismehi taala, is k liye aap www.sistani.org ya www.rafed.net par ruju kare 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.