Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question jamat namaz parhte parhte furada namaz ker sakte hai ya nahi? 
Answer bismehi taala, agar namaz k dawran muqtadee kisi uzar k bagair furada ki niyyat kare to us ki jamat k saheeh hone me ishkal he lekin us ki namaz saheeh he. magar yeh k us ne furade namaz me us ka jo fariza he, us par amal na kiya ho, to ehteyate wajib ki bina par zaroori he k namaz ko dohraye. (ref: tawzihul masail Aytullah Seestani (d.b.) masaala no. 1404) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.