Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Salaam, jo roze bohat pehle ke kaza hain jin main fidya bhi dena hota hai kya zaroori hai ke jis din roza rakha ho fidya usi din den agar kuch roze rakh liye hon aur fidya abhi nahi diya ho to kya phir kisi din de sakti hun aur fidya jis ko den kya us ka isna ashri hona zaroori haiaur kya kayi fidye aik waqt me kisi aik fard ko de sakti hun. 
Answer Salam un alaikum, Fidya baad mein bhi dey saktay hein, usee din daina zaroori nahi hay. Jisay fidya diya jaye us ka isna ashri hona zaroori hay. Ref: Mujtahid Sey Poochay Gaye Sawalat (Roza) Ques. No. 98 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.