Answer |
Qurbani ki niyat sai janwar ko palna jaiz hai laikin jis janwar ko insan nai pala ho osay khud apnay hath sai zibah karna riwayaat mai makrooh shumar kia gya hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2563)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |