Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Salam : BSRM, Agar kise aurat ka bacha 4 mah say kam ho aor woh abhe apne man kay dudh ka alawa koie aor cheez naheen peet. to ase aorat kay bara main ROZA ka kaya hukam hay woh roza rakhe ge ya naheen. aur aya inke sirf kaza kara ge ya fidia bhe da gee.  
Answer w.s. jo aurat bachhe ko dudh pilati ho aur us ka dudh km ho agar us ka roza rakhna khud un k ya dudh pine wale bachhe k liye muzir ho to us aurat par roza rakhna wajib nahi aur zaroori he k har din k ewaz ek mudd taam faqeer ko de aur jo roze na rakhe hon un ki qaza karna zaroori he lekin ehtiyate wajib ki bina par yeh hukm us soorat me he jab k bachhe ko dudh pilane ka inhesar isi par ho lekin agar bachhe ko dudh pilane ka koi aur tariqa ho to aysi soorat me is ka hukam sabit hone me ishkal he (ref:tawzihul masail Aytullah Seestani (d.b.) masaala no.1738) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.